Zindgi to ham jiya karte hai
uski 1 ha ki aash ke sahare
Palke lagaye rhte hai uski raho mai uske aaane ki aash ke sahare
Vo na aati to ye nam ho jati unhi palko ke sahare
Raate to kaat dete hai ham uske khhyab ke sahare
Shubah takiya geela milta hai aanshuo ke sahare
Jease zindgi jeene lage hai ham 1 chahre ke sahare
Kase tanhaa raste bhi kaat dete hai uski parchhai ke sahare
Khoye khoye se lagne lage hai zindgi ke armaan sare
kat rhi hai ye zindgi 1 dard ke sahare